April 14, 2009

न हो मग़रूर इश्क़ में इतना, के जो माँगा, मिला है.
जिससे बिचड़ा है कोई, ग़म क्या है, उसे पता है!

फिर उठेंगे क्या जाने दुआ में ये, के नहीं,
भरे हैं हाथ तेरे उससे जो मिल गया है.

न हो मग़रूर ख़ुशी में इतना, के जो माँगा, मिला है.
न हो मग़रूर इतना, के तुझे ग़म से मेरे गिला है.

जिससे बिछड़ा है कोई, ग़म क्या है, उसे पता है!
जिससे छूटा है कोई, ग़म क्या है, उसे पता है!


na ho mag.roor ishq mei.n itnaa, ke jo maangaa, milaa hai.
jisase bichad.aa hai koi, g.am kya hai, use pataa hai!

phir uthe.nge kya jaane duaa mein ye, ke nahi.n,
bhare hai.n haath tere usase jo milgaya hai.

na ho mag.roor kh.ushi mei.n itnaa, ke jo maangaa, milaa hai.
na ho mag.roor itnaa, ke tujhe g.am se mere gila hai.

jisase bichad.aa hai koi, g.am kya hai, use pataa hai!
jisase chhuuTaa hai koi, g.am kya hai, use pataa hai!

4 comments:

  1. Just stumbled from Ramanujan's blog to yours. The second couplet's a beauty.

    ReplyDelete
  2. @Satyaanveshi: Thanks for your appreciation!

    ReplyDelete
  3. Hehe. I told you, don't heed my reviews of movies. :).

    ReplyDelete