April 14, 2009

बुलबुल मेरे चमन की

बुलबुल एक और मेरे चमन की, उड़ चली घरोंदा नया बनाने.
"जुट जाए नया ठिकाना उसका", सोच कर लगा था उसे उड़ाने.
खड़ा हूँ ख़ाली हाथ मलता अब मैं यहाँ
के चली है वो घरोंदा नया बनाने...
ठिकाना नया जुटाने
मेरे इस चमन को वीरान थोडा और करके!


bulbul ek aur mere chaman ki, ud.a chali gharon.daa nayaa banaane
"juT jaaye nayaa Thikaanaa uskaa", soch kar lagaa thaa use ud.aane
khad.aa huu.n khaali haath maltaa ab mai.n yahaa.n
ki chali hai vo gharon.daa nayaa banaane...
Thikaanaa nayaa juTaane
mere isa chaman ko viraa.n thod.aa aur karke!
न हो मग़रूर इश्क़ में इतना, के जो माँगा, मिला है.
जिससे बिचड़ा है कोई, ग़म क्या है, उसे पता है!

फिर उठेंगे क्या जाने दुआ में ये, के नहीं,
भरे हैं हाथ तेरे उससे जो मिल गया है.

न हो मग़रूर ख़ुशी में इतना, के जो माँगा, मिला है.
न हो मग़रूर इतना, के तुझे ग़म से मेरे गिला है.

जिससे बिछड़ा है कोई, ग़म क्या है, उसे पता है!
जिससे छूटा है कोई, ग़म क्या है, उसे पता है!


na ho mag.roor ishq mei.n itnaa, ke jo maangaa, milaa hai.
jisase bichad.aa hai koi, g.am kya hai, use pataa hai!

phir uthe.nge kya jaane duaa mein ye, ke nahi.n,
bhare hai.n haath tere usase jo milgaya hai.

na ho mag.roor kh.ushi mei.n itnaa, ke jo maangaa, milaa hai.
na ho mag.roor itnaa, ke tujhe g.am se mere gila hai.

jisase bichad.aa hai koi, g.am kya hai, use pataa hai!
jisase chhuuTaa hai koi, g.am kya hai, use pataa hai!